What is NIOS ?🤔
Hello friends, NISO is (NATIONAL INSTITUTE OF OPEN SCHOOLING)
Jahan aap 10th & 12th mein Open Admission lein skte hain or apni study complete Kar skte hain. friends NIOS mein koi age limit nhi hai yaha koi bhe persons Jo padhna cahata hai wo padh skta hai. Friend's NIOS apko Ghar betha study Karne ki Opportunity deta hai. yahan aapko har stream ki facility mil jati hai example:(science,arts,commerce).
Aap Kisi bhe language mein padh skte hain.yaha har language mein books available Hain. Friend's iske alawa NIOS or bhe bohot Sare vocational courses karata hai jisse ki log apan future creat Kar pay or Jo log Kisi problem ki wajah se apni study complete nhi Kar pay wo apni study complete Kar skte Hain or ak acchi job hasil Kar skte hain. NIOS ko Government ke duara manyata di gai hai.
So friends agar aap padhna cahate ho to aap Admission lein skte hain.
Friend's Baki ki jankari main apko agli post mein da dunga ki aap kesa online Addmission lein skte hain or kya fee hai etc.

0 commentator:
Post a Comment